分类 首页 发现 搜索
Pal

Pal 独家/付费

下载音质包括但不限于64kbs、96kbps、128kbps、256kbps、320kbps、900-8467kbps

单曲04:07海外歌曲酷我ID 54869809

下载 手机上听
分享到:

Pal - Javed - Mohsin/Arijit Singh/Shreya Ghoshal/Kunaal Vermaa

Lyrics by:Prashant Ingole/Kunaal Vermaa

Composed by:Javed Khan/Mohsin Shaikh

Hmm hmmm hmmm hmm

Pal ek pal mein hi tham sa gaya

Tu haath mein haath jo de gaya

Chalun main jahaan jaaye tu

Daayein main tere baayein tu

Hoon rut main hawayein tu

Saathiya

Hansu main jab gaaye tu

Roun main murjhaaye tu

Bheegun main barsaaye tu

Saathiya

Saaya mera hai teri shakal

Haal hai aisa kuch aajkal

Subah main hoon tu dhoop hai

Main aaina hoon tu roop hai

Yeh tera saath khoob hai

Humsafar

Tu ishq ke saare rang de gaya

Phir kheench ke apne sang le gaya

Kahin pe kho jaaye jo

Jahaan ruk jaaye pal

Kabhi naa phir aaye kal

Saathiya

Ek maange agar sau khwaab doon

Tu rahe khush main aabad hoon

Tu sabse juda juda sa hai

Tu apni tarah tarah sa hai

Mujhe lagta nahi hai tu doosra

Pal ek pal mein hi tham sa gaya

Tu haath mein haath jo de gaya

Chalun main jahaan jaaye tu

Daayein main tere baayein tu

Hoon rut main hawayein tu

Saathiya

Hansu main jab gaaye tu

Roun main murjhaaye tu

Bheegun main barsaaye tu

Saathiya ho mm

Mmm

00:00
00:00

相关歌曲

更多歌曲