分类 首页 发现 搜索
Main Hoon Na

Main Hoon Na 独家/付费

下载音质包括但不限于64kbs、96kbps、128kbps、256kbps、320kbps、900-8467kbps

单曲06:01海外歌曲酷我ID 12009258

下载 手机上听
分享到:

Main Hoon Na - Sonu Nigam (蘇努·尼甘)/Shreya Ghoshal

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho

Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho

Tumko milega utna pyaar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Kabhi jo tum socho ke tum ye dekho

Arre kitna mujhko tumse pyaar hai

Toh chup mat rehena ye mujhse kehena

Arre koyi kya aisa bhi yaar hai

Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein

Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein ho

Toh main kahoonga sarkaar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho

Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho

Tumko milega utna pyaar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Ho ye ho ye

Sa re ga pa ga re ga

Sa re ga pa ga re ga

Sa re ga pa ga re ga sa

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Sa re ga pa ga re ga

Sa re ga pa ga re ga

Sa re ga pa ga re ga sa

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Pa ra ra ram

Kehne ki ho dil mein koyi baat mujhse kaho

Koyi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho

Koyi mushkil koyi pareshaani aaye

Tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat mujhse kaho

Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo

Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo ho

Rehena kabhi na beqaraar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho

Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho

Tumko milega utna pyaar main hoon na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

00:00
00:00